Duniya
Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar Lyrics in Hindi. वो आये और दिल में समां कर song from Duniya. This Movie Stars Karan Dewan, Suraiya, Shakila, Yakub, Bhudo Advani, Anwaribai, Baby Zubeida. Singer of Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar is Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Lyrics of this Movie Song is written by Talib Allahabadi Music is given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Contents
Song Details :
Song : Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar
Movie (Album) : Duniya
Star Cast Team : Karan Dewan, Suraiya, Shakila, Yakub, Bhudo Advani, Anwaribai, Baby Zubeida
Singer(s) : Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics Written by : Talib Allahabadi
Label : Saregama
Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar Lyrics in Hindi Duniya
Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar Lyrics in Hindi :
वो आये वो आये और दिल में
समां कर चले गए
वो आये और दिल में
समां कर चले गए
चुपके से आये
आग लगा कर चले गए
चुपके से आये
चुपके से आये
चुपके से आये
आग लगा कर चले गए
वो आये और दिल में
समां कर चले गए
वो आये
हो ओ ओ ओ ओ ओ ओ
खेला करूंगी जलते
हुए आशियाँ से ऐ ऐ
गुज़रेंगीं इंतज़ार की
घड़ियाँ बहाने से
खेला करूंगी जलते
हुए आशियाँ से ऐ ऐ
गुज़रेंगीं इंतज़ार की
घड़ियाँ बहाने से
अच्छा हुआ के आग
लगा कर चले गए
अच्छा हुआ अच्छा हुआ
अच्छा हुआ के आग
लगा कर चले गए
वो आये और दिल में
समां कर चले गए
वो आये
कोयल जो कूकती है तो
लगते हैं दिल पे तीर
झोंके नशीली सुबह के
भी हैं बड़े शरीर
कोयल जो कूकती है तो
लगते हैं दिल पे तीर
झोंके नशीली सुबह के
भी हैं बड़े शरीर
मैं सो रही थी
मुझको जगा कर चले गए
मैं सो रही थी
मैं सो रही थी
मैं सो रही थी
मुझको जगा कर चले गए
वो आये और दिल में
समां कर चले गए
वो आये.
Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar Lyrics in English :
Wo aaye wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Chupke se aaye
Aag lagaa kar chale gaye
Chupke se aaye
Chupke se aaye
Chupke se aaye
Aag lagaa kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye
Ho o o o o o o
Khela karoongi jalte
Huye aashiyaan se ae ae
Guzrengin intezaar ki
Ghadiyaan bahaane se
Khela karoongi jalte
Huye aashiyaan se ae ae
Guzrengin intezaar ki
Ghadiyaan bahaane se
Achcha hua ke aag
Laga kar chale gaye
Achcha hua achcha hua
Achcha hua ke aag
Laga kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye
Koyal jo kookti hai to
Lagte hain dil pe teer
Jhonke nasheeli subah ke
Bhi hain bade shareer
Koyal jo kookti hai to
Lagte hain dil pe teer
Jhonke nasheeli subah ke
Bhi hain bade shareer
Main so rahi thhi
Mujhko jaga kar chale gaye
Main so rahi thhi
Main so rahi thhi
Main so rahi thhi
Mujhko jaga kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye.