तुम नहीं या हम नहीं TUM NAHI YA HUM NAHI LYRICS
तुम नहीं या हम नहीं ★ Tum Nahi Ya Hum Nahi Lyrics in Hindi, is a Hindi Qawwali song from the soundtrack of the Indian film Karmayogi.
“Tum Nahi Ya Hum Nahi” Song Details:
Movie: | Karmayogi |
Singer(s): | Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi |
Lyricist(s): | Verma Malik |
Composer(s): | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Music Director(s): | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Genre(s): | Qawwali |
Director(s): | Ram Maheshwari |
Music Label: | © Saregama |
Starring: | Jeetendra, Raaj Kumar, Rekha, Mala Sinha, Reena Roy |
Release on: | 1st January, 1978 |
Tum Nahi Ya Hum Nahi Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi
महफिल में आज झुमके शबाब आ गया
सितमगर तेरे सितम का सबाब आ गया
आ हमसे आके आँख मिलाये
हमसे आके आँख मिलाये
आँख मिलाये तू क्या आँख मिलाये
तुझमे इतना दम नहीं
तुझमे इतना दम नहीं
हो आज फैसला हो जाएगा हो
हो जाएगा हो जाएगा
आज फैसला हो जाएगा
तुम नहीं या हम नहीं
तुम नहीं या हम नहीं
महफिल वाले यह भी सुन ले
यह भी सुन ले तुम भी सुन लो
हम भी किसी से कम नहीं है
हम भी किसी से कम नहीं है
आज फैसला हो जाएगा हो
हो जाएगा हो जाएगा
आज फैसला हो जाएगा
तुम नहीं या हम नहीं
तुम नहीं या हम नहीं
बरसों से जो दिल में लगी वो
आग बूझकर जाएँगे
आग बुझाकर जाएगे
जो हमको मिटाने आए है
हम उनको मिटाकर जाएँगे
हम उनको मिटाकर जाएँगे
मार के दुश्मन को मर जाये
मार के दुश्मन को मर जाये
फिर तो हमें कोई गम नहीं
फिर तो हमे कोई गम नहीं
आज फैशला हो जाएगा हो
हो जाएगा हो जाएगा
आज फैशला हो जाएगा
तुम नहीं या हम नहीं
तुम नहीं या हम नहीं
हो पर्दे में रहने दो
क्यूँ तू अपनी औकात दिखाती हो
क्यों औकात दिखाती हो
छोटी सी चीटी होकर
क्यों परबत से टकराती हो
क्यों परबत से टकराती हो
दम भर के लिए भी ठहर सको
दम भर के लिए भी ठहर सको
इतना भी मुझ में दम नहीं
इतना भी मुझ में दम नहीं
आज फैसला हो जाएगा हो
हो जाएगा हो जाएगा
आज फैसला हो जाएगा
तुम नहीं या हम नहीं
तुम नहीं या हम नहीं
औरत से टकराते हो
तुम औरत से टकराते हो
ये मर्दों वाला काम नहीं
क्या इसका नतीजा निकलेगा
सोचा तुमने अंजाम नहीं
सिने में अगर कुछ हिम्मत है
तो हमसे आँख मिलाओं तुम
हसी को मिटाकर
हसी को मिटाकर ना रख दूँ तो
तो मोहन मेरा नाम नहीं
जब हम मैदान में आ ही गए
जब हम मैदान में आ ही गए
ये समझो की फिर तुम नहीं
ये समझो की फिर तुम नहीं
आज फैसला हो जाएगा हो
हो जाएगा हो जाएगा
आज फैसला हो जाएगा
तुम नहीं या हम नहीं
तुम नहीं या हम नहीं
है तेरी यह मजाल तो
मुझसे करे सवाल
तेरी छूटी करादु
तेरा तख़्ता उड़ा दूँ
अरे बेमौत ना मर
तू अपनी ही फिकर कर
बुरा हर काम मेरा
क़यामत नाम मेरा
में चुटकी से मसल दूँ
जुलुम से मेरा रिश्ता
मौत का में फरिश्ता
मौत का में फरिश्ता
नहीं मेरा कोई सानी
तू मांगे दाना पानी
हो काला नाग हूँ
में तो जलती आग हूँ में
मिटाकर खाख कर दूँ
जलाकर राख़ कर दूँ
गुनाह और पाप हूँ में
तेरा भी बाप हूँ में
क्या तेरा भी बाप हूँ में
क्या तेरा भी बाप हूँ में
क्या तेरा भी बाप हूँ में.
Tum Nahi Ya Hum Nahi Lyrics
Mehfil Mein Aaj Jhumake Shabaab Aa Gaya
Sitamgar Tere Sitam Ka Jabaab Aa Gaya Aa
Hamse Aake Aankh Milaaye
Hamse Aake Aankh Milaaye
Aankh Milaaye Tu Kya Aankh Milaaye
Tujhme Itana Dum Nahi
Tujhme Itana Dum Nahi
Ho Aaj Faisala Ho Jaayega Ho
Ho Jaayega Ho Jaayega
Aaj Faisala Ho Jaayega
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Mehfil Waale Yeh Bhi Sun Le
Yeh Bhi Sun Le Tum Bhi Sun Lo
Hum Bhi Kisi Se Kam Nahi Hai
Hum Bhi Kisi Se Kam Nahi Hai
Aaj Faisala Ho Jaayega Ho
Ho Jaayega Ho Jaayega
Aaj Faisala Ho Jaayega
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Barason Se Jo Dil Mein Lagi Wo
Aag Bujhaakar Jaayenge
Aag Bujhaakar Jaayenge
Jo Hamko Mitaane Aaye Hain
Hum Unako Mitaakar Jaayenge
Hum Unako Mitaakar Jaayenge
Maar Ke Dushman Ko Mar Jaaye
Maar Ke Dushman Ko Mar Jaaye
Phir Toh Hamein Koyi Ghum Nahi
Phir Toh Hamein Koyi Ghum Nahi
Aaj Faisala Ho Jaayega Ho
Ho Jaayega Ho Jaayega
Aaj Faisala Ho Jaayega
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Ho Parade Mein Rehane Do
Kyun Tu Apani Aukaat Dikhaati Ho
Kyun Aukaat Dikhaati Ho
Chhoti Si Chinti Hokar
Kyun Parbat Se Takraati Ho
Kyun Parbat Se Takraati Ho
Dum Bhar Ke Liye Bhi Thehar Sako
Dum Bhar Ke Liye Bhi Thehar Sako
Itana Bhi Tujh Mein Dum Nahi
Itana Bhi Tujh Mein Dum Nahi
Aaj Faisala Ho Jaayega Ho
Ho Jaayega Ho Jaayega
Aaj Faisala Ho Jaayega
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Aurat Se Takraate Ho
Tum Aurat Se Takraate Ho
Yeh Mardowaala Kaam Nahi
Kya Isaka Natija Nikalega
Socha Tumane Anjaam Nahi
Sine Mein Agar Kuchh Himmat Hai
Toh Hamse Aankh Milaao Tum
Hasi Ko Mitaakar
Hasi Ko Mitaakar Na Rakh Du
Toh Mohan Mera Naam Nahi
Jab Hum Maidaan Mein Aa Hi Gaye
Jab Hum Maidaan Mein Aa Hi Gaye
Yeh Samajho Ki Phir Tum Nahi
Yeh Samajho Ki Phir Tum Nahi
Aaj Faisala Ho Jaayega Ho
Ho Jaayega Ho Jaayega
Aaj Faisala Ho Jaayega
Tum Nahi Ya Hum Nahi
Tum Nahi Bas Tum Nahi
Hai Teri Yeh Majaal Toh
Mujhase Kare Sawaaal
Teri Chhutti Kara Du
Tera Takhta Uda Du
Are Bemaut Na Mar
Tu Apani Hi Fikar Kar
Burahar Kaam Mera
Qayamat Naam Mera
Main Chutaki Se Masal
Du Main Jute Se Kuchal Du
Julum Se Mera Rishta
Maut Ka Main Farishta
Maut Ka Main Farishta
Nahi Koy Mera Saani
Tu Maange Daana Paani
Ho Kaala Naag Hun
Main Toh Jalati Aag Hun Main
Mitaakar Khaak Kar Du
Jalaakar Raakh Kar Du
Gunaah Aur Paap Hun Main
Tera Bhi Baap Hun Main
Kya Tera Bhi Baap Hun Main
Kya Tera Bhi Baap Hun Main
Kya Tera Bhi Baap Hun Main.