बजरंगी नाचे छनन छनन प्रभु राम भजन में

बजरंगी नाचे छनन छनन
प्रभु राम भजन में
श्री राम भजन में।।

पाओ में घुघरू वो बाँध के नाचे
श्री राम की वो माला जपे।।

रामजी की भक्ति में रहते मगन
श्री राम भजन में
प्रभु राम भजन में।।

खुद को सिंदूरी उसने रंग डाला
भक्ति में कारज उसने कर डाला।।

रामजी के चरणों का करते भजन
श्री राम भजन में
प्रभु राम भजन में।।

ओढ़ी है उन्होने श्री राम चादारिया
प्रभु राम नाम की अपनी उमारिया
कर दिया रामजी को सब अर्पण
श्री राम भजन में
प्रभु राम भजन में।।

प्रभु राम नाम का तिलक लगाया
प्रभु राम चरण का बस ध्यान लगाया
उनका ठिकाना प्रभु राम के चरण
श्री राम भजन में
प्रभु राम भजन में।।

बजरंगी नाचे छनन छनन
प्रभु राम भजन में
श्री राम भजन में।।

Bajrangi Naache chanan chanan

Bajrangi Naache chanan chanan
Prabhu Ram Bhajan Mein
Shree Ram Bhajan Mein

Pavo Mein Ghugharu Vo Bandh Ke Nache
Shree Ram Ki Vo Mala Jaape

Ramji Ki Bhakti Mein Rehte Magan
Shree Ram Bhajan Mein
Prabhu Ram Bhajan Mein

Khud Ko Sindoori Usne Rang Dala
Bhakti Mein Karaj Usne Kar Dala

Ramji Ke Charno Ka Karte Bhajan
Shree Ram Bhajan Mein
Prabhu Ram Bhajan Mein

Odhi Hai Unhone Shree Ram Chadariya
Prabhu Ram Naam Ki Apni Umariya
Kar Diya Ramji Ko Sab Arpan
Shree Ram Bhajan Mein
Prabhu Ram Bhajan Mein

Prabhu Ram Naam Ka Tilak Lagaya
Prabhu Ram Charan Ka Bus Dhyan Lagaya
Unka Thikana Prabhu Ram ke Charan
Shree Ram Bhajan Mein
Prabhu Ram Bhajan Mein

Bajrangi Naache chanan chanan
Prabhu Ram Bhajan Mein
Shree Ram Bhajan Mein

Leave a Comment