aankhon se haya Tapke hai andaz to dekho MOMIN KHAN MOMIN    

aankhon se haya Tapke hai andaz to dekho MOMIN KHAN MOMIN    

aankhon se haya Tapke hai andaz to dekho MOMIN KHAN MOMIN     āñkhoñ se hayā Tapke hai andāz to dekho hai bul-havasoñ par bhī sitam naaz to dekho us but ke liye maiñ havas-e-hūr se guzrā is ishq-e-ḳhush-anjām kā āġhāz to dekho chashmak mirī vahshat pe hai kyā hazrat-e-nāseh tarz-e-nigah-e-chashm-e-fusūñ-sāz to dekho arbāb-e-havas haar …

Read more

jise ishq ka tir kari lage WALI MOHAMMAD WALI    

jise ishq ka tir kari lage WALI MOHAMMAD WALI    

jise ishq ka tir kari lage WALI MOHAMMAD WALI     jise ishq kā tiir kaarī lage use zindagī kyuuñ na bhārī lage na chhoḌe mohabbat dam-e-marg tak jise yār-e-jānī suuñ yaarī lage na hove use jag meñ hargiz qarār jise ishq kī be-qarārī lage har ik vaqt mujh āshiq-e-pāk kuuñ pyāre tirī baat pyārī …

Read more

waqt-e-piri shabab ki baaten SHAIKH IBRAHIM ZAUQ    

waqt-e-piri shabab ki baaten SHAIKH IBRAHIM ZAUQ    

waqt-e-piri shabab ki baaten SHAIKH IBRAHIM ZAUQ     vaqt-e-pīrī shabāb kī bāteñ aisī haiñ jaise ḳhvāb kī bāteñ phir mujhe le chalā udhar dekho dil-e-ḳhāna-ḳharāb kī bāteñ vā.izā chhoḌ zikr-e-nemat-e-ḳhuld kah sharāb-o-kabāb kī bāteñ mah-jabīñ yaad haiñ ki bhuul ga.e vo shab-e-māhtāb kī bāteñ harf aayā jo aabrū pe mirī haiñ ye chashm-e-pur-āb kī …

Read more

KHayal-o-KHwab hui hain mohabbaten kaisi OBAIDULLAH ALEEM    

KHayal-o-KHwab hui hain mohabbaten kaisi OBAIDULLAH ALEEM    

KHayal-o-KHwab hui hain mohabbaten kaisi OBAIDULLAH ALEEM     ḳhayāl-o-ḳhvāb huī haiñ mohabbateñ kaisī lahū meñ naach rahī haiñ ye vahshateñ kaisī na shab ko chāñd hī achchhā na din ko mehr achchhā ye ham pe biit rahī haiñ qayāmateñ kaisī vo saath thā to ḳhudā bhī thā mehrbāñ kyā kyā bichhaḌ gayā to huī …

Read more

daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi SAQI FARUQI  

daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi SAQI FARUQI  

daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi SAQI FARUQI   dāman meñ āñsuoñ kā zaḳhīra na kar abhī ye sabr kā maqām hai girya na kar abhī jis kī saḳhāvatoñ kī zamāne meñ dhuum hai vo haath so gayā hai taqāzā na kar abhī nazreñ jalā ke dekh manāzir kī aag meñ asrār-e-kā.enāt se …

Read more