You are currently viewing Husn Walon Ko Naa Dil Do Lyrics – Talat Mahmood

Husn Walon Ko Naa Dil Do Lyrics – Talat Mahmood

Husn Walon Ko Naa Dil Do Lyrics – Talat Mahmood

HUSN WALON KO NAA DIL DO LYRICS

Babul

“Husn Walon Ko Naa Dil Do” Song Details:

Movie: Babul
Singer(s): Talat Mahmood
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Qawwali
Director(s): S.U. Sunny
Music Label: © Saregama
Starring: Dilip Kumar, Munawar Sultana, Nargis

Husn Walon Ko Naa Dil Do Lyrics – Talat Mahmood

Husnwalo Ko Naa Dil
Do Yeh Mita Dete Hain
Husnwalo Ko Naa Dil
Do Yeh Mita Dete Hain
Zindagi Bhar Ke Liye
Zindagi Bhar Ke Liye
Rog Laga Dete
Hain Zindagi Haay
Zindagi Bhar Ke Liye
Rog Laga Dete Hain

Khub Karte Hain Yeh Bimar
Ae Mohabbat Kaa Ilaj
Khub Karte Hain Yeh Bimar
Ae Mohabbat Kaa Ilaj
Dard Badhata Hi Rahe
Dard Badhata Hi Rahe
Aisi Dawa Dete Hain
Zindagi Haay Zindagi Bhar
Ke Liye Rog Laga Dete Hain

 

Hay Kuchh Inn Ki Mohabbat
Kaa Bharosa Hi Nahi
Hay Kuchh Inn Ki Mohabbat
Kaa Bharosa Hi Nahi
Pehle Dil Lete Hain Phir
Pehle Dil Lete Hain Phir
Dil Ko Bhula Dete Hain
Zindagi Haay Zindagi Bhar
Ke Liye Rog Laga Dete Hain

 

Dil Lagaye Naa Jamane
Mein Hasino Se Koyi
Dil Lagaye Naa Jamane
Mein Hasino Se Koyi
Log Kehte Hain Ki Yeh Log
Kehte Hain Ki Yeh
Dil Ko Daga Dete Hain
Zindagi Haay Zindagi Bhar
Ke Liye Rog Laga Dete Hain.

 

 

Leave a Reply