Piya Samaye Lyrics & Song – Mulk | Arshad Hussain

Piya Samaye Lyrics & Song – Mulk | Arshad Hussain

Movie : Mulk
Singers : Arshad Hussain
Music : Prasad Sashte, Anurag Saikia
Lyricists : Shakeel Azmi
Genre : Qawwali
Music Label : Zee Music Company

Piya Samaye Lyrics

More piya, more piya
More piya re, piya..
More piya more
More piya, more piya
Ho more piya
More piya..

Sab sakhiyon ka piya pyaara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara
Sab sakhiyon ka piya pyaara..

Sab sakhiyon ka piya pyaara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara
Sab sakhiyon ka piya pyaara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara

Bhaa giya, mujhe ye bha
Jaagi hai milne ki chah

Sab sakhiyon ka piya pyaara
Aaaa..aa..
Sab sakhiyon ka piya pyara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara
Sab sakhiyon ka piya pyaraa..

Hhooooo..oo..
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye..

Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye..

Ni sa sa ni sa re sa
Ni sa sa ni sa re sa
Ma pa dha pa ma ga re..

Ni sa sa ni sa re sa
Ni sa sa ni sa re sa
Ma pa dha pa ma ga re..

Hoo….

Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke..

Saaton se mil ke..
Saaton se mil ke bhayi main ujhli
Koi hara koi gerua bataaye..

Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye..

Hoo…
Kashi bhi mujh mein..
Kaaba bhi mujh mein
Ghee mora dar, mori chaukhat
Ishq hai more.. piya ka mazhab
Kehu se mora, kahe ka jhanjhat
Kahe ka jhanjhat..

Mandir ke chhajje ki main goreya
Peepal hai mora rain basera
Masjid ke gumbaj ki main kabootar
Main jo udun to hove sawera

Tu hai aisi rangaani
Bhayi na purani
Indra dhanush hai mori chunariya
Piya ko more mehu na dekhun
Dekhe magar more mann ki nazariya..
More mann ki nazariya…

Hooo..

Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke..

Saaton se mil ke..
Saaton se mil ke bhayi main ujhli
Koi hara koi gerua bataaye

Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye…

Leave a Reply