ओ पवनपुत्र हनुमान
राम के प्रम भक्त कहलाये
तेरी सब जग गए।।
है बाल पाने की बात
तुम्ही ने रवि को मुख में दबाया
हनुमान हनुमान हनुमान
दुनिया में हा हाकर मचा
जब घोर अँधेरा छाया
ब्रह्म ने वज्र प्रहार किया
तबसे हनुमान कहिये
तेरी महिमा सब जग गाये।।
वानर राजा सुग्रीव को
पंपापुर का राज दिलैया
हनुमान हनुमान हनुमान।।
- ले खडताल जपे हनुमान जय सिया राम
- मेरे दरवाजे पे हनुमान का पहरा होता है
- सालासर बाबा तुमको आना होगा भक्तो का मान बदाना होगा
- ले चल मेहंदीपुर बालाजी के दर्शन पावेंगे
- बाला जी क्यों बाँध लिए पाया में घुंगरू आज
- वो है राम भक्त हनुमान
O Pawan Putra Hanuman
Ram Ke Pram Bhakt Kehlaye
Teri Sab Jag Gaaye
Hai Baal Pane Ki Baat
Tumhi Ne Ravi Ko Mukh Mein Dabaya
Hanuman Hanuman Hanuman
Duniya Mein Haa Haakar Macha
Jab Ghor Andhera Chhaya
Brahma Ne Vajra Prahaar Kiya
Tabse Hanuman Kahaye
Teri Mahima Sab Jag Gaaye
Vanar Raja Sugreev Ko
Pampapur Ka Raj Dilaya
Hanuman Hanuman Hanuman
Sita Jee Ki Sudhi Laane Ka
Beeda Tumne Hi Uthaya
Shree Ram Se Mudrika Lekar
Lanka Ko Chale Harshaye
Teri Mahima Sab Jag Gaaye
Karke Samundra Paar Vibhishan Ko
Bandhan Se Chhudaya
Ashok Vatika Mein Jakar
Maa Ko Sandesh Sunaya
Sunkar Sandesh Siya Jee Ke
Naino Mein Aansu Aaye
Teri Mahima Sab Jag Gaaye
Phal Khaane Ki Agya Lekar
Rawan Ka Baag Ujada
Phal Khaaye Aur Ped Ukhad Diya
Akshay Ko Maar Giraya
Tumhe Mehgnath Ne Chhal Se Baandh
Rawan Ke Samne Laaye
Teri Mahima Sab Jag Gaaye
Rawan Ki Agya Se Danav Ne
Hanuman Ki Poochh Mein Aag Lagayi
Siya Ram Ki Jai Keh Ke
Sone Ki Lanka Jalayi
Sita Jee Se Agya Lekar
Fir Rama Dal Mein Aaye
Teri Mahima Sab Jag Gaaye
O Pawan Putra Hanuman
Ram Ke Pram Bhakt Kehlaye
Teri Mahima Sab Jag Gaaye