भागवत गीत सार – Bhagavad Gita Summary

भगवद् गीता क्या है – सनातन धर्मा में श्रीमद् भगवत गीता ओर भागवत गीता का बहुत ही महत्वपूर्णा स्थान है | भागवत गीत संसार की सबसे प्रसिद्धा पुस्तको में से एक है | भागवत गीता भारत में ही नही देश विदेशो में भी बहुत पढ़ा जाता है | इसमे श्री कृष्णा द्वारा अर्जुन को महाभारत के युद्ध क्षेत्रा में उपदेश दिया गया है |

यही उपदेश भागवत गीता के नाम से प्रसिद्ध है इसमे कुल 18 अध्याय और 720 श्लोक है इसकी रचना महर्षि वेद व्यास ने की थी | भागवत गीता का उपदेश श्री कृष्णा द्वारा भीष्मा परवा में श्री कृष्णा का उपदेश दिया गया है |

भागवत गीता जाती धर्मा और देश से उपर उठकर मानव कल्याण का महत्वपूर्णा ग्रंथ है यह मनुष्या को कर्मा करने का संदेश देता है | हर मनुष्य को इसका अध्यन जरूर करना चाहिए और अपने जीवन में उतारना चाहिए |

कर्मणये वाधिकारस्ते मां फलेषु कदाचन । मां कर्मफलहेतुर्भू: मांते संङगोस्त्वकर्मणि ।।

Bhagavad Gita, Chapter II, Verse 47.

Bhagavad Gita Kya Hai – Sanatan Dharma Mein Shrimad Bhagawat Geeta or Bhagwat Geeta Ka Bahut Hi Mahatvapoorna Sthan Hai. Bhagwat Geet Sansaar Ki Sabse Prasiddha Pustako Mein Se Ek Hai. Bhagwat Geeta Bharat Mein Hi Nahi Desh Videsho Mein Bhi Bahut Pada Jaata hai. Isme Shri Krishna Dwara Arjun Ko Mahabharat Ke Udh Kshetra Mein Updesh Diya Gaya Hai.

Yahi Updesh Bhagwat Geeta Ke Naam Se Prasiddh Hai. Isme Kull 18 Adhyay Aur 720 Shlok Hai. Iski Rachna Maharshi Ved Vyas Ne Ki Thi. Bhagwat Geeta Ka Updesh Shri Krishna Dwara Bheeshma Parva Mein Shree Krishna Ka Updesh Diya Gaya Hai.

Bhagwat Geeta Jaati Dharma Aur Desh Se Upar Uthkar Manav Kalyan Ka Mahatvapoorna Granth hai. Yah Manushya Ko Karma Karne Ka Sandesh Deta Hai.

Karmanye Vaadhika-raste,
Maa Phaleshu Kadachana;
Maa karma-phala-hetur-bhoorma,
MaTe sangostwakarmini.

कर्मणये वाधिकारस्ते मां फलेषु कदाचन । मां कर्मफलहेतुर्भू: मांते संङगोस्त्वकर्मणि ।।
Bhagavad Gita, Chapter II, Verse 47.

Summary of the Bhagavad Gita

Your right is to work only,
But never to its fruits;
Let not the fruits of action be thy motive,
Nor let thy attachment be to inaction.

This Post Has One Comment

  1. Great Bhajan Lyrics

    employee Great Bhajan Lyrics

Leave a Reply