You are currently viewing आज्ञा नहीं है माँ मुझे किसी और काम की

आज्ञा नहीं है माँ मुझे किसी और काम की

न पल मे यु महान न होते
गदा हाथ लिये बलवान न होते
न विजय श्रीराम की होती
अगर पवनपुत्र हनुमान न होते।।

आज्ञा नहीं है माँ मुझे, किसी और काम की
वरना भुजाएँ तोड़ दू, सौगंध राम की।।

लंका पाताल ठोक दू, रावण के शान की
जिन्दा जमी मे गाढ़ दू, सौगंध राम की।।

ना झूठी शान करू, ना अभिमान करू
प्रभु का ध्यान धरु, राम गुण गान करू
सच्चे दया के धाम है वो, रघुकुल की शान है
बल हु मै बल के धाम है वो, सौगंध राम की।।

विश्वास करलो माँ मेरी, आयेंगे राम जी
रावण को मार कर तुम्हे, ले जायेंगे राम जी
तब तक न खोना धैर्य माँ, तुम्हे सौगंध राम की।।

रावण को मार कर प्रभु , बैठे विमान पर
बोली यु सीता कर कृपा, अंजनी के लाल पर
लहरी कहा जो कर दिया, सौगंध राम की।।

Gada Haath Liye Balwan Naa Hote
Naa Vijaye Shri Ram Ki Hoti

Naa Pal Mein Vo Mahan Naa Hote
Gada Haath Liye Balwan Naa Hote
Naa Vijaye Shri Ram Ki Hoti
Agar Pawan Putra Hanuman Naa Hote

Aagya Nahi Hai Maa Mujhe Kisi Aur Kaam Ki
Varna Bhujaye Tod Du
Saugandh Ram Ki

Lanka Paatal Thok Du Rawan Ke Shaan Ki
Jinda Jami Mein Gaad Du Saugandh Ram Ki

Naa Jhuthi Shaan Karu Naa Abhiman Karu
Prabhu Ka Dhyan Dharu Ram Gun Gaan Karu
Sachche Daya Ke Dham Hai Vo Raghukul Ki Shaan Hai
Bal Hu Main Bal Ke Dham Vo
Saungandh Ram Ki

Aagya Nahi Hai Maa Mujhe Kisi Aur Kaam Ki
Varna Bhujaye Tod Du
Saugandh Ram Ki

Vishwash Karlo Maa Mera Aayenge Ramji
Rawan Ko Maar Kar Tumhe Le Jayenge Ramji
Tab Tak Naa Khona Dhairya Maa
Tumhe Saungandh Ram Ki

Rawan Ko Maar Kar Prabhu Baithe Viman Per
Boli Yu Sita Kar Kripa Anjani Ke Laal Per
Lahri Kaha Jo Kar Diya Saungandh Ram Ki

Leave a Reply