नाचे रे नाचे वीर हनुमान हाथो में लेकर के खड़ताल

नाचे रे नाचे वीर हनुमान हाथो में लेकर के खड़ताल,
राम जी की सेवा इनको है बाई,
राम प्रभु है इन में समाये,
राम बिना इन्हे कुछ न सुहाए,
राम राम के गुण ये गाये,
राम राम जो जपे सुबहो शाम हनुमत बनाये उनके काम,
नाचे रे नाचे वीर हनुमान।।

हनुमत सब से है बलशाली या रावण की लंका उजाड़ी,
सीता माता का पता लगाया राम जी को जा कर है बतलाया,
शिव शंकर के अवतारी हनुमान पूजे है इनको सारा जहां,
नाचे रे नाचे वीर हनुमान।।

रही का बस इतना कहना राम राम का नाम ही रटना,
राम राम जो नाम रटे गा हनुमत के वो दिल में वसे गा,
दयाचंद भी जपे तेरा नाम हनुमत रखना भक्तो का ध्यान,
नाचे रे नाचे वीर हनुमान।।

#Singer – Daya Chand ( Delhi Wale)

Naache Re Naache Veer Hanuman
Hatho Mein Lekar Ke Khadtaal

Naache Re Naache Re Veer Hanuman
Hatho Mein Lekar Ke Khadtaal

Ramji Ki Seva Inko Hai Bhayi
Ram Prabhu Ke Dil Mein Samaye
Ram Bina Inko Kuchh Naa Suhaaye
Ram Ram Ke Gun Ye Gaaye

Ram Ram Jo Jape Subah Shaam
Jape Subah Shaam Jape Subah Shaam
Hanumat Banaye Unke Kaam

Naache Re Naache Re Veer Hanuman
Hatho Mein Lekar Ke Khadtaal

Hanumat Sabse Hai Balshaali
Jaa Rawan Ki Lanka Ujaadi
Sita Maa Ka Pata Lagaya
Ramji Ko Jakar Hai Batlaya

Shiv Shankar Ke Avtari Hanuman
Pooje Hai Inko Saara Jahan

Naache Re Naache Re Veer Hanuman
Hatho Mein Lekar Ke Khadtaal

Raahi Ka Bus Itna Kehna
Ram Ram Ka Hi Naam Hai Ratna

Ram Ram Ka Jo Naam Ratega
Daya Chand Bhi Jape Tera Naam
Jape Tera Naam Jape Tera Naam
Hanumat Rakhna BHakto Ka Dhyan

Naache Re Naache Re Veer Hanuman
Hatho Mein Lekar Ke Khadtaal

Leave a Comment