बालाजी के चरणों में एक फूल चढ़ाना हे

ना स्वर हे ना सरगम हे,ना लय ना तराना हे,
हनुमान के चरणों में एक फूल चढ़ाना हे,
ना स्वर हे ना सरगम हे……

तुम बाल समय में प्रभु, सूरज को निगल डाले,
अभिमानी सुरपति के, सब दर्प मसल डाले,
बजरंग हुए तब से संसार ने माना हे,
ना स्वर हे ना सरगम हे……

सब दुर्ग डहा कर के,लंका को जलाये तुम,
सीता की खबर लाये,लक्ष्मण को बचाये तुम,
प्रिय भरत सरिस तुमको श्रीराम ने माना हे,
ना स्वर हे ना सरगम हे……

जब राम नाम तुमने पाया ना नगीने में,
तुम फाड् दिए सीना सिया राम थे सीने में,
विस्मित जग ने देखा कपि राम दीवाना हे,
ना स्वर हे ना सरगम हे……

हे अजर अमर स्वामी तुम हो अन्तर्यामी,
हे दिन हिन् चंचल अभिमानी अज्ञानी,
टुमने जो नजर फेरी, फिर कौन ठिकाना हे,
ना स्वर हे ना सरगम हे……

Balaji Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Naya Tarana Hai

#Singer – Pawanji Sahal

Bajrang Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Balaji Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Nayan Tarana Hai

Sab Durg Daha Karke Lanka Ko Jalaye Tum
Sita Ki Khabar Laye Lakshman Ko Bachaye Tum

Priya Bharat Sahit Tumko Siya Ram Ne Mana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Naya Tarana Hai

Hanuman Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Balaji Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Jab Ram Naam Tumne Paya Naa Nageene Mein
Tum Cheer Diye Seena Siya Ram The Seene Mein

Vishmrit Jag Ne Dekha Kapi Ram Deewana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Hanuman Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Hey Ajar Amar Swami Tum Ho Anter Yaami
Main Deen Heen Chanchal Abhimani Agyani

Jab Tumne Nazar Feri Mera Kaun Thikana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Hanuman Ke Charno Mein Ek Phool Chadana Hai
Naa Swar Hai Naa Sargam Naa Naya Tarana Hai

Leave a Comment