साँचा बजरंग बलि का ये दरबार है

साँचा बजरंग बलि का ये दरबार है
दर्शन पाना है तो फिर चले आईये

सच्चा बजरंग बलि का ये दरबार
दर्शन पाना है तो फिर चले आईये
क्या कमी है भरे भंडार है
कुछ पाना है तो फिर चले आईये
सच्चा बजरंग बलि का ये दरबार ।।

राम का भक्त है बड़ा बलकारी
अपने भक्तो का ये बड़ा हितकारी है
दुख हरता है वो सुख करता है वो
दुख मिटाना है तो फिर चले आइए
सच्चा बजरंगबली का ये दरबार है।।

Sacha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai
Darshan Pana Hai To Fir Chale Aayiye

Sachcha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai
Darshan Pana Hai To Fir Chale Aayiye
Kya Kami Hai Yaha Bhare Bhandar Hai
Kuchh Pana Hai To Fir Chale Aayiye
Sachcha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai

Ram Ka Bhakt Hai Bada Balkari
Apne Bhakto Ka Ye Bada Hitkari Hai
Dukh Harta Hai Vo Sukh Karta Hai Vo
Dukh Mitana Hai To Fir Chale Aayiye
Sachcha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai

Aast Siddhi Nav Nidhi Ke Data Hai Ye
Apne Bhakto Ke Bhagya Vidhata Hai Ye
Sabki Sunta Hai Jobhi Le Inki Sharan
Kuchh Sunana Hai To Fir Chale Aayiye
Sacha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai

Ye Hai Bajragbali Karta Sabki Bhali
Jobhi Aaya Sharan Uski Vipda Tali
Sach Hai Baat Isme Naa Jhooth Ratti
Aajmana Hai To Fir Chale Aayiye
Sacha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai

Jai Bajrangi Jai Bajrangi Jai Bajrangi
Jinko Vishwash Hai Ye Unke Pass Hai
Puri Karta Hai Bhakto Ki Jo Aas Hai
Jai Bajrangi Jai Bajrangi Jai Bajrangi

Tara Chand Ji Kahe Sab Bhakto Se Ye
Gun Gana Hai To Fir Chale Aayiye
Sachcha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai
Darshan Pana Hai To Fir Chale Aayiye
Kya Kami Hai Yaha Bhare Bhandar Hai
Kuchh Pana Hai To Fir Chale Aayiye

Sacha Bajrangbali Ka Ye Darbar Hai
Darshan Pana Hai To Fir Chale Aayiye

Leave a Comment