हे पवन पुत्रा बजरंग बलि
हम सबके तुम रखवाले हो।।
हे राम भक्त हे महाबली
हम भक्तो के तुम प्यारे हो
बजरंग बलि की जय बोलो
पवन पुत्रा की जाई बोलो।।
Hey Pawan Putra Bajrang Bali
Hum Sabke Tum Rakhwale Ho
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Hum Bhakto Ke Tum Pyare Ho
Bajrang Bali Ki Jai Bolo
Pawan Putra Ki Jai Bolo
Hey Pawan Putra Bajrang Bali
Hum Sabke Tum Rakhwale Ho
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Hum Bhakto Ke Tum Pyare Ho
Bajrang Bali Ki Jai Bolo
Pawan Putra Ki Jai Bolo
Kanchan Sa Tan Kanan Kundal
Kar Mein Dwaj Aur Gada Sohe
Sir Mukat Janeu Kandhe Per
Kandhe Dand Mekhla Man Mohe
Teri Chhavi Lage Badi Bhali
Anjani Nayan Ke Taare Ho
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Tum Bhakto Ke Pyare
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Hum Bhakto Ke Tum Pyare Ho
Bajrang Bali Ki Jai Bolo
Pawan Putra Ki Jai Bolo
Pal Bhar Mein Laagh Gaye Sagar
Sone Ki Lanka Mein Aaye
Sita Mata Ki Agya Paakar
Sota Maari Maari Phal Khaye
Dhoo Dhoo Kar Saari Lanka Jali
Siya Hiye Santap Nivare Ho
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Tum Bhakto Ke Pyare
Lakshman Ko Sakti Lagi Ran Mein
Tab Dhyae Sanjeevan Le Aaye
Raghuvar Ke Najuk Nag Paas Se
Bandhe Garun Se Chhudvaya
Ahirawan Ki Kuchh Naa Chali
Tum Dusht Dalan Matware Ho
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Tum Bhakto Ke Pyare
Shri Ram Base Tumhare Urr Mein
Prabhu Charan Sharan Tumko Bhaye
Ban Jaate Uske Kaaj Sabhi
Hanumat Jo Tumko Nit Dhyaye
Tumhari Mahima Gali Gali
Tum Dukhiyo Ke Dukh Haare Ho
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Tum Bhakto Ke Pyare
Hey Ram Bhakt Hey Mahabali
Hum Bhakto Ke Tum Pyare Ho
Bajrang Bali Ki Jai Bolo
Pawan Putra Ki Jai Bolo