Sankat Ki Ghat Gayi BadariyaBalaji Ki Nagariya भजन लिरिक्स

Sankat Ki Ghat Gayi BadariyaBalaji Ki Nagariya भजन लिरिक्स

Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Balaji Ki Nagariya

Ho Gayi Dhanya Ye Umariya
Ho Balaji Ki Nagariya Jai Ho

Are Ram Naam Koyaliya Bole
Koyaliya Bole Koyaliya Bole

Nache Re Nahe Re
Bankar Badriya
Balaji Ki Nagarya

jai Ho Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Ho Balaji Ki Nagariya

Ram Ke Dware Hanuamji Nahe
Paanv mein Baaje Jhanjhariya
Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Ho Balaji Ki Nagariya

Ram Naam Ki Paavan Bela
Phoolo Se Saj Gayi Dagariya
Balaji Ki Nagariya
Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Ho Balaji Ki Nagariya

Are Bhawan Pe Boondi Laddu
Jee Boondi Laddu
Khaaye Prem Se Duniya
Balaji Ki Nagariya

Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Ho Balaji Ki Nagariya

Bairagi Kahe Hey Raghurai
Hey Raghurai Hey Raghurai

Lelo meri bhi khabariya
Balaji Ki Nagariya

Sankat Ki Ghat Gayi Badariya
Ho Balaji Ki Nagariya

Leave a Comment