संकट काटे पल भर में ये भगतो सारे जहां का,
झंडा हनुमान का सालासर धाम का।।
बाला जी की लाल ध्वजा की महिमा अप्रम पार है,
इस झंडे को जो भी थामे मिलता इनका प्यार है,
नाम लिखा है इसके ऊपर जगत पिता श्री राम का,
झंडा हनुमान का सालासर धाम का।।
जिनके घर में लाल ध्वजा ये फर फर कर लहराती है,
उस घर में फिर सारी खुशियां दौड़ी दौड़ी आती है,
उस घर में पहरा रहता वीर बलि बलबाल का,
झंडा हनुमान का सालासर धाम का।।
लाल लंगोटा हाथ में सोटा हनुमत की पहचान है,
राम नाम का है मत वाला सीने में सिया राम है,
राम की धुन में नाचे सोनू दीवाना इस नाम का,
झंडा हनुमान का सालासर धाम का।।
Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka
Ye Sankat Kaate Palbhar Mein Ye
Bhakto Ka Yajmaan ka
Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka
Balaji Ki Laal Dhwaja Ki Mahima Apram Paar Hai
Iss Jhande Ko Jo Bhi Thaame Milta Inka Pyar Hai
Naam Likha Hai Iske Upar Jagat Pita Shree Ram Ka
Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka
Jiske Ghar Mein ye Laal Dwaja Sar Sar Leharati Hai
Uss Ghar Mein Fir Saari Khushiya Daudi Daudi Aati Hai
Uss Parivar Pe Pahra Rehta Veer Bali Balvaan Ka
Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka
Laal Langota Hath Mein Sota Hanuman Ki Pahchan Hai
Ram Naam Ka Hai Matwala Seene Mein Siya Ram Hai
Ram Ki Dhun Mein Nache Sonu Deeana Iss Naam Ka
Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka
Ye Sankat Kaate Palbhar Mein Ye
Bhakto Ka Yajmaan ka
Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka