Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
आज मंगलवार है महावीर का वार है, ये सच्चा दरबार है ।
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
आज मंगलवार है महावीर का वार है
चेत सुति पूनम मंगल का जनम वीर ने पाया है,
लाल लंगोट गदा हाथ में सर पर मुकुट सजाया है ।
शंकर का अवतार है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
ब्रह्मा जी के ब्रह्म ज्ञान का बल भी तुमने पाया है,
राम काज शिव शंकर ने वानर का रूप धारिया है ।
लीला अप्रम पार है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
बाला पन में महावीर ने हरदम ध्यान लगाया है,
श्रम दिया ऋषिओं ने तुमको ब्रह्म ध्यान लगाया है ।
राम रामाधार है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
राम जनम हुआ अयोध्या में कैसा नाच नचाया है,
कहा राम ने लक्ष्मण से यह वानर मन को भाया है ।
राम चरण से प्यार है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
पचवटी से माता को जब रावण लेकर आया है,
लंका में जाकर तुमने माता का पता लगाया है ।
अक्षय को मारा है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
मेघनाथ ने ब्रह्मपाश में तुमको आन फसाया है,
ब्रह्मपाश में फस कर के ब्रह्मा का मान बढ़ाया है ।
बजरंगी वाकी मार है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
लंका जलायी आपने जब रावण भी घबराया है,
श्री राम लखन को आकर माँ का सन्देश सुनाया है ।
सीता शोक अपार है, महावीर का वार है,
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
आज मंगलवार है महावीर का वार है, ये सच्चा दरबार है ।
सच्चे मन से जो कोई धयावे, उसका बेडा पार है ॥
आज मंगलवार है महावीर का वार है
Watch Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai Video
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave
Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Chet Sudeep Poonam Mangal Ka Janam Veer Ne Paya Hai
Laal Langot Gadha Haath Mein Sir Per Mukut Sajaya Hai
Shankar Ka Avtar Hai Mahaveer ka Vaar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Brahma Ji Ke Brahma Gyan Ka Bal Bhi Tumne Paya Hai
Ram Kaaj Shiv Shankar Ne Vanar Ka Roop Dhariya Hai
Leela Apram Paar Hai Mahaveer Ka Vaar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Balapan Mein Mahaveer Ne Hardham Dhyan Lagaya Hai
Shram Diya Rishiyon Ne Tumko Brahma Dhyan Lagaya Hai
Ram Ramadhar Hai Mahaveer Ka War Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Ram Janam Hua Ayodhya Mein Kaisa Naach Nachaya Hai
Kaha Ram Ne Laxman Se Yah Vanar Mann Ko Bhaya Hai
Ram Charan Se Pyar Hai Mahaveer Ka Vaar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Panchavati Se Mata Ko Jab Ravan Lekar Aaya Hai
Lanka Mein Jakar Tumne Mata Ka Pata Lagaya Hai
Akshay Ko Mara Hai Mahaveer Ka Var Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Meghnath Ne Brahmpaas Mein Tumko Aan Fasaya Hai
Brahmpaash Mein Fas Karke Brahma Ka Maan Badaya Hai
Bajrangi Vaki Maar Hai Mahaveer Ka Var Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Lanka Jalayi Aapne Jab Ravan Bhi Ghabraya Hai
Shri Ram Lakhan Ko Aakar Maa Ka Sandesh Sunaya Hai
Sita Shok Apar Hai Mahaveer Ka Var Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyave Uska Beda Paar Hai
Aaj Mangalwar Hai Mahaveer Ka War Hai
Ye Sachcha Darbar Hai
Sachche Mann Se Jo Koi Dhyaave Uska Beda Paar Hai
Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Jai Jai Shri Ram
Jai Bolo Hanuman Ki
Bolo Hanumanji Maharaj Ki Jai
Bolo Pawan Putra Hanumanji Ki Jai