You are currently viewing वो है अंजनी के लाला वो है मेरे हनुमत बाला भजन लिरिक्स

वो है अंजनी के लाला वो है मेरे हनुमत बाला भजन लिरिक्स

जिसने अपने श्री राम प्रभु का
हर संकट है टला
वो है अंजनी के लाला
वो है मेरे हनुमत बाला।।

मारुति नंदन कष्ट निकंदन
भव भये भंजन नामो नमः
रुद्रा अवतारी हे बलकारी
लीला तिहारी नामो नमः।।

जब मात सिया की सुध लेने
सब सागर तट पर आए
तुम उँची कूद लगाए प्रभु
और लंका में थे ढाए
लंका को जलाकर
रावण के अभिमान को था हर डाला
वो है अंजनी का लाला
वो है मेरे हनुमत बाला।।

Jisne Apne Shri Ram Prabhu Ka
Har Sankat Hai Tala
Vo Hai Anjani Ke Lala
Vo Hai Mere Hanumat Bala

Maruti Nandan Kasht Nikandan
Bhav Bhaye Bhanjan Namo Namah
Rudra Avtari Hey Balkaari
Leela Tihari Namo Namah

Jisne Apne Shri Ram Prabhu Ka
Har Sankat Hai Tala
Vo Hai Anjani Ka Lala
Vo Hai Mere Hanumat Bala
Ye Ram Naam Ko Gaate Jaye
Japte Ram Ki Mala

Jab Maat Siya Ki Sudh Lene
Sab Sagar Tat Par Aaye
Tum Unchi Kood Lagaye Prabhu
Aur Lanka Mein The Dhaye
Lanka Ko Jalakar
Rawan Ke Abhimaan Ko Tha Har Dala
Vo Hai Anjani Ka Lala
Vo Hai Mere Hanumat Bala

Jab Lakshman Jee Ko Shakti Lagi
Gire Bhoomi Aur Murchhaye
Hari Om Hari Om Hari Om
Tum Pawan Veg Se Ud Ke Prabhu
Sanjeevan Booti Laaye
Sabne Tumhara Bal Dekha
Adhbut Aur Nirala
Vo Hai Anjani Ka Lala
Vo Hai Mere Hanumat Bala

Ahirawan Shri Ram Lakhan Ko
Lekar Patal Sidhara
Tum Bhuja Utari Rakshash Ki
Aur Ek Pal Mein Sanhaara
Koi Sankat Prabhu Pe Aa Na Saka
Jab Tumsa Ho Koi Rakhwala
Vo Hai Anjani Ka Lala
Vo Hai Mere Hanumat Bala

Jab Lanka Pati Ne Beech Sabha Mein
Tumhari Hansi Udayi
Tum Cheer Diye Seena Apna
Siya Ram Ka Darash Karayi
Chandan Kehta Hanuman Yati
Pabhu Ram Bhagat Matwala

Leave a Reply