हनुमान और शनिदेव की शक्ति से

शनि कहे बजरंग बली से सुनो वीर हनुमान
चलो साथ में दोनों मिल कर भगतो का कल्याण
कुछ आप की शक्ति से कुछ मेरी शक्ति से,
हनुमान की शक्ति से शनिदेव की शक्ति से।।

दर दर ठोकर खा के इंसान दुःख से पार न पायेगा
राम नाम का जाप करे वो भक्त आप को भाये गा,
उस के उपर किरपा आप की पल में ही हो जायेगी
शनी दोष और साडे साती में मुक्ति मिल जायेगी
उस के सारे कष्टों का प्रभु हो जाएगा निदान
कुछ आप की शक्ति से कुछ मेरी शक्ति से।।

मोह माया में फस कर प्राणी जो भी आप को बुला है
धन वैभव के कारण बस ये अपने मद से बुला है
सादे साती बन कर उस के पास मैं जाउगा
निज परकोप से उसको मैं शुभ करम ही सिखाउगा
दीं दुखी की सेवा कर हर मानव बने महान
कुछ आप की शक्ति से कुछ मेरी शक्ति से।।

Shani Kahe Bajrang Bali Se
Suno Veer Hanuman
Chalo Sath Mein Dono
Milkar Bhakto Ka Kalyan
Kuchh Aap Ki Shakti Se
Kuchh Meri Shakti Se

Hanuman Ki Shakti Se
Shani Dev Ki Shakti Se

Dar Dar Thokar Khake Insaan
Dukh Se Paar Na Payega
Ram Naam Ka Jap Kare Jo
Bhakt Aapko Bhayega

Uske Upar Kripa Aapki
Pal Mein Hi Ho Jayegi
Shani Dosh Aur Sadhe Sati Se
Mukti Mil Jayegi
Uske Saare Kashto Ka
Prabhu Ho Jayega Nidaan

Kuchh Aap Ki Shakti Se
Kuchh Meri Shakti Se

Hanuman Ki Shakti Se
Shani Dev Ki Shakti Se

Moha Maya Mein Fas Kar Praani
Jo Bhi Aapko Bhoola Hai
Prabhu Jo Bhi Aapko Bhoola Hai

Dhan Aur Vaibhav Kar
Apne Mad Se Bhoola Hai
Apne Mad Se Bhola Hai
Sade Saati Bankar
Uske Pass Main Jaunga

Nij Prakop Se Usko Main
Shubh Karma Hi Shikhaunga

Deen Dukhi Ki Seva Kar
Har Manav Bane Mahan

Kuchh Aapki Shakti Se
Kuchh Meri Shakti Se
Hanuman Ki Shakti Se
Shani Dev Ki Shakti Se

Leave a Comment