Jai Jai Anjani DulareVeer Bajrangi Jai Jai Kesari Ke Pyare

Hanunam Sankirtan
Hanuman Naam Sang

Jai Jai Hanuman
Jai Jai Anjani Dulare
Veer Bajrangi Jai Jai Kesari Ke Pyare
Tumhi Prabhu Ramji Ke Doot Ho Nyare
Shankat Mochan Bhaye Naashi
Deenan Ke Rakhawale

Jai Jai Hanuman
Jai Jai Anjani Dulare
Veer Bajrangi Jai Jai Kesari Ke Pyare
Tumhi Prabhu Ramji Ke Doot Ho Nyare
Shankat Mochan Bhaye Naashi
Deenan Ke Rakhawale

Jai Jai Hanuman
Jai Jai Anjani Dulare

Sankat Mochan Gyan Gun Sagar
Dukh Harta Sukh Data Tum Shakti Shaali
Bhakt Tumhe Jaha Yaad Hai Karte
Tum Vaha Hi Unki Karte Rakhwali
Tum Vaha Hi Unki Karte Rakhwali

Bajrangbali Tum Ho Kapishewar
Aur Sarnagat Ke Har Thor Sahayi
Dukh Bhare Jag Mein Humne Hai Dekha
Bus Naam Tumhara Hai Maha Sukhdayi
Bus Naam Tumhara Hai Maha Sukhdayi

Jai Jai Bajrangi Jai Bajrangi
Deen Ke Sangi Jai Bajrangi
Pawan Kumara Jai Bajrangi
Dena Sahara Jai Bajrangi
Mahatapi Ho Jai Bajrangi
Maha Japi Ho Jai Bajrangi
Baal Brahmchari Jai Bajrangi
Maha Bal Kari Jai Bajrangi
Rudra Avatra Jai Bajrangi
Yadu Palan Haar Jai Bajrangi
Gada Dharan Ho Jai Bajrangi
Kast Haran Ho Jai Bajrangi
Maha Yogi Ho Jai Bajrangi
Maha Pandit Ho Jai Bajrangi
Vajra Shareera Jai Bajrangi
Kapi Ran Dheera Jai Bajrangi

Aayiye Shri Anjani Nandan Ki Janam Sthal Mein Dekhe

Kishkindha Mein Jai Bajrangi
Anjani Parvat Jai Bajrangi
Janmsthal Mein Jai Bajrangi
Goonje Jal Thal Mein Jai Bajrangi
Vanaro Ki Nagari Jai Bajrangi
Ratte Hai Sab Hi Jai Bajrangi
Pampa Sharorara Jai Bajrangi
Hamppi Kshetra Jai Bajrangi
Kahe Chattane Jai Bajrangi
Mandir Purane Jai Bajrangi
Sapt Taal Mein Jai Bajrangi
Tung Bhadra Mein Jai Bajrangi
Aanarkundi Mandi Jai Bajrangi
Gufa Mandir Jai Bajrangi
Sheela Mandir Jai Bajrangi
Ram Niwas Jai Bajrangi

Jai Jai Hanuman
Jai Jai Anjani Dulare
Veer Bajrangi Jai Jai Kesari Ke Pyare
Tumhi Prabhu Ramji Ke Doot Ho Nyare
Shankat Mochan Bhaye Naashi
Deenan Ke Rakhawale

Kopin Dhari Jai Bajrangi
Bade Balkari Jai Bajrangi
Kesari Kishor Jai Bajrangi
Panchkar Shor Jai Bajrangi
Anjani Nandan Jai Bajrangi
Bhav Bhaye Bhanjan Jai Bajrangi
Vatikau Mein Jai Bajrangi
Vajra Gufao Mein Jai Bajrangi
Van Upwan Mein Jai Bajrangi
Base Kan Kan Mein Jai Bajrangi
Suvarn Kaya Jai Bajrangi
Shiv Ki Maya Jai Bajrangi
Gyarahwe Rundra Jai Bajrangi
Atma Hai Vajra Jai Bajrangi
Langot Dhari Jai Bajrangi
Sankat Dhaari Jai Bajrangi
Dev Gan Bole Jai Bajrangi
Rishi Gan Bole Jai Bajrangi

Jo Shiv Ke Hai Avtaar Nirale
Jai Jai Jai Hanuman

Hai Apne Ashrito Ke Rakhwale
Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Hai Kripa Murati Daya Nidhan
Jai Jai Jai Hanuman

Jo Swaran Shell Ke Hai Saman
Jai Jai Jai Hanuman

Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Hai Surya Ko Muh Mein Dalne Wale
Jai Jai Jai Hanuman

Jo Bhakto Ke Dukh Taalne Wale
Jai Jai Jai Hanuman

Nirbal Ke Bal Jai Bajrangi

Sabki Manzil Jai Bajrangi
kalyan karta Jai Bajrangi
Kast Harta Jai Bajrangi
Buddhimaan Jai Bajrangi
Mah Vidwan Jai Bajrangi
Vanar Shiromani Jai Bajrangi
Veer Shiromani Jai Bajrangi
Drad Vishwashi Jai Bajrangi
Amar AVishwashi Jai Bajrangi
Vidhya Nidhi Hai Jai Bajrangi
Ghyan Nidhi Hai Jai Bajrangi
Gada Dharan Jai Bajrangi
Karuna Karan Jai Bajrangi
Vayu Ke Laal Jai Bajrangi
Deen Dayal Jai Bajrangi

Pawan Ke Putra Hai Bal Shaali
Jai Jai Jai Hanuman
Bhakto Ki Bagiya Ke Hai Maali
Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Sau Suraj Ke Sam Tejaswi
Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Ram Ki Dhun Mein Bane Tapswai
Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Mahaveer Bajrang Bali Hai
Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Vohi Vajra MahaBali Hai
Jai Jai Jai Hanuman
Jai Jai Jai Hanuman

Leave a Comment